Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koi to phir jaye na rabba
Dene ho agar mujhe baad mein aansoon
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2
Jaate jaate koi meri khushiyon ko le gaya
Suni suni akhiyon ko gham koi de gaya
[Aas jo lagayi hai, aankh bhar aayi hai] -2
Itna bhi koi, sataaye na rabba
Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
Dil laine waale pe zor nahin chalta
Pyaar ka ye sika kahin aur nahin chalta
[Yaad teri aayi hai tu harjaai hai] -2
Itna bhi koyi tadpaaye na rabba
Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koi toh phir jaaye na rabba
Dene ho agar mujhe baad mein aansoon
Toh pehele koi hasaaye na rabba
jo ansu ki tarah behta gya wo raqt hu mai….
jise qadam qadam par ajmaya gya wo waqt hu mai…..
shayad isi tarah “PIYA” likhi Meri taqdeerkhuda ne ….
jise chahne wala to mila par chaha na gya aise shaqs hu mai…
Jesi aap ki marji ab hm life se milna bhi nhi chahte q ki vo bhi bhot badl chuka he or hme badlte huve enshan pasend nhi he hm to apne purane dost se milna chahte the sayd vo aap nhi ho
Rahne do hme bhikh me diya huva time nhi chahiye ok ab hme nhi bat krni aap se ja skte ho aap