Aslam o aliqum
zindgi ki ik aur nyi sehar
apko mubarak ho
¤$hããm¤
sheeba g ap ny aysha g ko jo baat ke wo usy achi nhe lage.
Sory kro ayesha g sy .
Kese frnd ka dil dukhy yi gawara nhe tahir ko .
sory kro aysha g sy .
sheeba g ap ny aysha g ko jo baat ke wo usy achi nhe lage.
Sory kro ayesha g sy .
Kese frnd ka dil dukhy yi gawara nhe tahir ko .
sory kro aysha g sy .
to m kya krun ga .
Phr mujh sy kon shadi kry ga.
1 sheeba he to the.
aur ketna buland krun .
Kya karachi habib bank ke manzal pr char jaun
ham sy abi tk sheeba nhe set hue to aysha kesy set ho ge.
bahot lambi umar h 2ooyear ke.
Dil sy yaad kea aur ap aa gae .
Kese sheeba g.?
bahot lambi umar h 2ooyear ke.
Dil sy yaad kea aur ap aa gae .
Kese sheeba g.?
ab to mudat ho gae h baat key huy .
Naraz ho gae ho .
*Ghazal*
Haseen is rat se nikley to
Bikhar jayen gey,
Hum teri zaat se nikly to
Bikhar jayen gey,
Bohat adat hy is dil ko
Tumhare sath chalney ki,
Ye hath hath se niklay to
Bikhar jayen gey,
Ek muddat se teri kahani ka
Unwan rahey hain,
Ab is rawayaat se niklay to
Bikhar jayen gey,
Humain din rat socho tum,
Bas itni si khawahish hy,
Tere khayalaat se nikley to
Bikhar jayen gey
¤$HÀÁM¤
~GHÄZÄL~
Paas Hote To Koì Shararat Karte_
Tujhe Lekar Bahon Mein Mohabbat Karte_
Dekhte Teri Aankhon Mein Neend Ka Khumar_
Apni Khoi Hoi Neendon Ki Shikayat Karte_
Teri Aankhon Mein Apna Aks Dhondte_
Khud Se Bhi Ziyada Tujhe Chaha Karte_
Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Tere Paas Hai_
Raat Bhar Jaag Ke Kis Ki Hifazat Karte?
Mere Mazhab Mein Shìrk Haraam Hai
"DOST"
Warna Dil-O-Jaan Se Teri Ebadat Karte.
¤SHAAM¤
My personel poetry
Tere hote hove to ham ne
kuch aese tha apna khyal rakha
labon pe shaam k geet rakhna
chehry pe subah ka jamal rakhna
shaam se dukh sukh bantne ka
kabi tumhara jo dil kry to
dukhon ki dhoop de dena mujko
sukhon ki chaaown sanmbhal rakhna..
¤ik aajaz c shaam¤
My personel poetry
Tere hote hove to ham ne
kuch aese tha apna khyal rakha
labon pe shaam k geet rakhna
chehry pe subah ka jamal rakhna
shaam se dukh sukh bantne ka
kabi tumhara jo dil kry to
dukhon ki dhoop de dena mujko
sukhon ki chaaown sanmbhal rakhna..
¤ik aajaz c shaam¤