ankhoon main rehny waloon ko yad nahi karty dil main rehny waloon ki baat nahi karty humari to rooh main bass gay ho aap tabhi to aap se milny ki fariyad nahi karty
Hr Subah Nikal Partaa Hy Jo Khud Ki Talaash Mein. Woh Khoyee Hui See Aik Pahchan Hoon Mein. Naa Ankhon Me Khawaab Hain Na Dil Mein Tammannaa Koi. Apnee Banayee Hui Raahon Sey Hi Anjaan Hon Mein.
dard bhara is jeevan ka afsaana hai Jis ko apna jaana vo he beygana hai kis ko jaa kr zakhm yeh apnay dikhain acha hy chup chap yeh aansu pee jaiy
Meri chahat main khoot to nahin shamil Phir kun wo bar bar azamaye mujhy? Dil us ki yaad say aik pal b ni ghafil, Phir kaisy mumkin hy wo bhool jiye mjy?
Taksim-e-Muhabat My be kuch gum hi mily Phir b shikayat hai ka siley kum hi mily Ae Zindgi aik baat bata zara hum ko Kya dil dukhane ke liye Tujhe hum hi mily
*"Ham"* *"Her Roz udaas hote hein"* *"or"* *"Sham"* *"Guzar jati hy"* *"Kisi Roz"* *"Sham udaas ho gi"* *"or"* *"Hum guzar jayain ge"* )
Bhula kar hame wo khush reh payenge sath mein nahi to mere jane k baad muskuraye ge Dua Hai Khuda se ki unhe kabhi dard na dena, Hum to seh gaye par wo toot jayenge!
Mohabbat Yahan Bikti Hai Ishq Nilam Hota Hai Bharose Ka Katal Yahan Khule Aam Hota Hai Jamane Se Thokar Mili To Chale Hum Maikhane Mein Aur Wahi Jamana Humein Sharabi Ka Naam Saare Aam Deta Hai
Ek pal mein wo has dete hai… Duje hi pal mein khafa ho jaate hai… Khatti-Meethi Nok Jhok se… Hum ek duje ka dil behlate hai… Kya iska hi naam Pyaar hai? Unke saath yeh duniyaa bhari si lagti… Unke bina ajeeb sa sunapan hai… Durr sahi unka saath muje hai mehsoos hota… Baat na hone se Virana hai.. Kya iska hi naam Pyaar hai? Pal pal muje wo hai satate… Muje hi yaad karte hai har pal.. Fir bhi hai kyu inta itraate… Kabhi khushi ka to kabhi gum ka khumaar hai… Kya iska hi naam Pyaar hai? Pyaar hum dono ek duje se karte… Ladai ke mamle mein bhi aage hai rehte.. Pyaar bhi ladai bhi hai… Nazdikiyaan – Tanhai bhi hai.. Kya iska hi naam Pyaar hai? Ek duje ke bina ek pal bhi na reh paate.. Fir bhi ladne ke baad dono hai itraate.. Ek duje ki galti mauf karna hai humne seekha Haan isika naam to pyaar hai…
mene humesha sub ka wiswas toda hai is dunia ka subse kameena aur kutta harami bedard gunhegaar jalil ruswa aur har ek ki filling se khelne wala humesha sub ka dil dukhane wala pagal fareaibi aur jo kuch baaki reh gya wo sub sifate hai mujme isliye friends na muje kisi se dosti chahiye aur na hi kisi ka pyaar ab bus muje meri tanhai ke sath rehna hai aap sub logo ke pair pakad ker aaj me maafi mangta hu ho sake to p/s muje maaf kerdena yaaro pta nhi pir mile ye na mile Allah hafizzzzz and u apicali bye
f apko mujse 2 mint baat kerni thina kya baat kerni thi apni gust book me likh ker kehdena jub me aaunga tb apki gust book me dekh lunga aur haa yaar aap bhut achi sayar ho muje to apki gust book se pta cala apki sari sayrio ko me apne pass rakh rha hu
Afreen Oo Afreen ..4x Yun Rooh Ki Ungliyon Se Kheenchi Hai Tune Likeere Tasveer hai Ret ki Woh Ya Zindagi hai Meri re Zakhmon ko tune Bhara Hai Tu marhamo ki Tarah Hai Afreen Oo Afreen ..4x Tere Pehloo ko Chou ke Behki hai Khushbooee Aab-o-Hawaao mein ....Afreen Duniya Badal Jayegi Tu Jo Mujhe mil Jaaye Ik Martaba... Afreen Afreen Oo Afreen ..4x Ya Marhaba Roop Tera Dil Ki Meeti Tishnagi Re Saare Andhere Fanaa ho Aise Teri Roshani re Sapno ko Tunne Bunna hai Tu Marhaba Ki Tarah hai Afreen Oo Afreen ..4x Tere Pehloo ko Chou ke Behki hai Khushbooee Aab-o-Hawaao mein ....Afreen Duniya Badal Jayegi Tu Jo Mujhe mil Jaaye Ik Martaba... Afreen Afreen Oo Afreen ..4x
Ho puri dil ki har khawahish aapki aur mile khushiyo ka jaha aapko jo agar aap mange asma ka ek tara to khuda de de sara asma aapko
Sajti rahe khusiyo ki mahfil, har khushi suhani rahe, aap jindagi me etane khush rahe ki har khushi aapki diwani rahe
Jindagi me kuch lamhe khas ban gaye, mile to mulakat ban gaye, bichhde to yaad ban gaye, aur jo dil se na gaye wo aap ban gaye.
Yaad Kar K Apko Jita H Koi, Saanso Me Apko Mehsoos Karta H Koi, Mout To Aani H 1 Din, Par Apse Dur Rehkar Har Pal Marta H Koi
Chahane se har baat nahi hoti, Thode se andhere se raat nahi hoti….. Jinhe hum jaan se jyada chahte hai Unse har roz mulakat nahi hoti
Palkoan pe ansoon kabhi sajana nahi chahiye Har zakhm bharne keliye dawa nahi chahiye Rahoan ko manjiloan se kabhi juda nahi kar paoge
Khuda kisiki muhabbat pe fida na kare Agar kare to zindagi bhar judaa na kare