zeadharis  guestbook (520) Sign guestbook

Browse Pages:< Previous 12 13 14 15 16 17 18 Next > 
Ali32656
12 years ago
Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya,
Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya,

Dhoonte Rahe Is Duniya MainHumsafar,

Kisi Ko Dhoke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya…
ALI
Ali32656
12 years ago
">http://www.desicomments.com/dc2/03/188618/188618.jpg" border="0"/>
ALI
">http://www.desicomments.com/dc2/03/188660/188660.jpg" border="0"/>
ALI
">http://www.desicomments.com/dc2/02/186556/186556.jpg" border="0"/>
ALI
">http://www.desicomments.com/dc2/01/175857/175857.jpg" border="0"/>
ALI
Ali32656
12 years ago
Hum ruth jaye to manane ka wada
kiya tha............
Hum dur jaye to bulane ka wada
kiya tha............ .
Aaj palko pe aansu bhar diye
usne................
Jisne zindagi bhar hasane ka
wada kiya tha..........♥
ALI
Ali32656
12 years ago
Juma Is A Wondrful
“DAY”
“2Pray”
“2Love”
“2Care”
“2Smile”
“2Relax”
And “2Thank Allah”
4all He Gives To Us,,
“Juma Mubark”
Ali32656
12 years ago
Girl: What Is Love For You??

Boy: For Me Love Is"You"...

Girl: Why You Think So??

Boy: Because You Told Me The Meaning

Of Love... ♥♥
&
"If I knowWhat Love Is, It is Becouse Of You.."
Ali32656
12 years ago
Friendship Is Not Written By Chalk
2 Erase Or Write Again.

It?s Written With Da Ink Of Love

On The Wall Of Heart

Once Written Can?t Be Changed Dats Frndship




Ali32656
12 years ago
'♥♥ (¯`*•.¸❤ ♥ KHOBSURAT BAAT ♥ ❤¸.•*´¯)'♥ ♥'

Gulaab ka Koi bhi Naam Rakh liya Jaye,

Magar Pehchana to Khushbo se Jata hai,

Insan Bhi Waise hi hai, Uska Koi Bhi Rang Ho,

Roop Ho, Zaat Ho, Qabeela Ho, Magar ,

Pehchana Apne IKHLAQ se Jata hai...!!!
♥♥♥ALI♥♥♥
Ali32656
12 years ago
♥♥Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai,
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai,

Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe,

Sirf ek baar tujhe apna banane ki tamanna hai♥♥
♥♥♥ALI♥♥♥
zeadharis
12 years ago
Teri mohabbat pe sakh kar ke..
humne aapne aapko kamzor sabit kya hai…
maf karde hume is kahta pe..
aakhir tere judai hi iska karan hai…
`
Duriyon ki na parwa kijiye
Dil jabhi pukare bula lijiye
Hum zyada dur nahi aapse
Bus apni aankho ko palko se mila lijiye!!
`
Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi
`
kab unki palko se izhar hoga,
dil ke kisi kone me hamare liye bhi pyaar hoga,
gujar rahi hai raate unki yaado me
kabhi to unko hamara intezar hoga,?
`
Aankho me armaan diya karte hai,
hum sabki neend churaliya karte hai,
jab jab aap ki palke jhapkegi to
samajh lena hum aapko yaad kiya karte hai..
zeadharis
12 years ago
Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai,
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai,
Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe,
Sirf ek baar tujhe apna banane ki tamanna hai.
`
Tujhse bahut pyaar karte hai,
Tera har pal intejar karte hai,
Jahan mein Jiski na koi missal hai,
Tu gulabon mein ek khas gulab hai.
`
Har kadam pe aapka ehsaas chahiye,
Mujhe aapka saath apne paas chahiye,
Khuda bhi ro pade hamari judai se,
Aisa ek rista khaas chahiye.
`
Muskaan aapke hoton se kahin jaye na,
Ansoo aapki palkon pe kabhi aye na,
Poora ho aapka har khaab,
Aur jo poora na ho wo khaab kabhi aye na.
`
Hum tumhe pyaar karte hai itna,
Tumko kya pata kitna,
Baarish agar hoti hai bahar,
Such kaheta hoon, dekhlo paani ki boond hai jitna…

zeadharis
12 years ago
Dil main har raaaz dabaa key rakhtay hein
Honton pay Muskaan sajaa key rakhtay hein..
ye duneeya sirff Khushee mein saath daytee hai..
iss liye hum apnay aansoo chupaaa kay rakhtey hein…

zeadharis
12 years ago
Raat Ki Tanhai Mein Akele The Hum,
Dard Ki Mehfilo Mein Ro Rahe The Hum,
Aap Hamare Bhale Hi Kuch Nahi Lagte,
Par Fir Bhi Aapke Bina Bilkul Adhoore Hain Hum…


zeadharis
12 years ago
Jaane kya mujhse zamana chahta hai ,
Mera dil todkar mujhe hi hansana chahta hai ,,
Jaane kya baat jhalakti hai mere chahre se ,
Har shaks mujhe aajmana chahta hai …


zeadharis
12 years ago
Kuch to majburiya rahi hongi yuhi koi bewafa nahi hota tatol kar dekho apne dil ko fasla bewaja nahi hota…
`
Teri berukhi ko bhi rutba diya humne. Pyar ka har farz ada kiya humne. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhe; aaj bhi khuda se pehle tujhe yaad kiya humne…
`
Chand lamhon ki zindagani hai, nafraton se jiya nahi karte,
lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi, dost to aab yaad kiya nahi karte…
`
Dhoka diya tha jab tum ne mujhe,
Dil se main naraaz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha….
`
Pass aakar sabhi door chale jate hain, Akele the hum akele reh hi jate hain Is dil ka dard dikhayein kise Marham lagane wale hi zakm de jate hain…

Ali32656
12 years ago
♥♥MaiN ZaMaNe MeiN BadNaaM
FaQaT Is LiYe HuN
'
" aYe DoStO "
,
MuJhe LoGon Ki TaRah BaDaL
JaNa NaHi AaTa....!!♥♥
zeadharis
12 years ago
Mohabbat har Insan ko ajmati hai,
kisi se ruth jati hai kisi pe muskurati hai,
mohabat khel hi aisa hai
kisi ka kuch nahi jata aur kisi ki jaan hi chali jaati hai…
zeadharis
12 years ago
Rok To Lon In Ankhon Ko Tjhy Dekhny Se...!!

Mager Is Dil Ka Kiya Kron Jo

Dharakta Hai Srf Tery Liye....!!
zeadharis
12 years ago
Muddato'n Baad us ki
Awaaz Suni Hai Maine
Aisa Lagta Hai Ke Zindagi
Se Baat Hui...... !!
zeadharis
12 years ago
Behte hue aasu ki juban nhi hoti, Lafjo mein mohabat bayan nhi hoti, Kare jo apko koi pyar to kadr krna,Kyoki kismat hr kisi pe mehrbaan nhi hoti
zeadharis
12 years ago
Chaha tha humne jise use bhulaya na gaya,
Zakhm dil ka logon se chhupaya na gaya,
Bewafai ke baad bhi itna pyar kartA hu ki,
Bewafa ka ilzaam bhi us par lagaya na gaya…
Browse Pages:< Previous 12 13 14 15 16 17 18 Next > 
Contact Us | Blog | Translation | Terms of Use | Privacy Policy

沪ICP备06061508号
Copyright © 2006 OwnSkin.com    
-
Loading content
There is a problem with loading the content.